March 06, 2010

AAP BHUL JAYENGE, YE DIL MANTA NHIN

Kya hoga kal koi janta nhin

Mushkil ki ghadi mein koi pahchanta nhin.

Bhul jayega hmein ye zamana sara

Par aap bhul jayenge, ye dil manta nhin