March 08, 2010

DOST…

Aapki yaad se aankh bhar jaati hai

door hi sahi par ummeed nazar aati hai
yeun hi nhin Dost kehte hain aapko
zikr aapka hota hai to raat guzar jati hai.