March 09, 2010

EK FARISHTA JAISA

Ek farishta mujhe jina sikha gya

Aansuo ko apne pina sikha gya

Kabhi guzarti thi viraano me Zindgi

Wo Mujhe viraano me bhi jina sikha gya