May 25, 2010

AASAN NHIN HOTA...

Gujre wqt ko bhula dena aasaan nhin hota, gamo ko hasi mein chupa lena aasan nhin hota,jaruri nhin k puri ho hr khwahish lekin apni khwahish ko daba lena aasan nhin hota, mana ki tute hue phulon se khushbu nhin aati, magar unhe ghar mein sza lena aasan nhin hota, koi aur uske baad bhi to aa skta hai.magar har kisi ko dil mein jagah dena aasan nhin hota