May 29, 2010

USKE LIYE HATH BULAND RHE UMR BHAR

Ek PAL bagair dekhe use kya guzar gya, Aisa lga ki ek zmana guzar gya.
uske liye hath buland rhe umar bhar.
Apne liye duaon ka lamha gujar gya.