June 27, 2010

Vo nhin mera magar us se mohabbat hai to hai.Yeh agar rasmo rivazo se bagawat hai to hai,Sach ko maine sach kaha jab keh diya to keh diya. Ab zamane ki nazar mein ye himakat hai to hai, Dost ban kar dushmano sa vo satata hai mujhe. FIR BHI US ZALIM PE MARNA APNI FITRAT HAI TO HAI, kab kaha maine ke vo mil jaye mujhko. uski bahon mein dum niklay itni hasrat hai to hai,



Vo sath hai to zinda hun,


meri sanso ko uski zaroorat hai to hai.