November 05, 2010

Hame na mohabbat mili na pyar mila,
hum ko jo bhi mila bewfa yaar mila
apni to ban gayi tamasha zindgi,
hr koi apni maqsad ka talabgar mila.